Hair Fall Tips in Urdu and Hindi

hair fall tips in urdu by zubaida apa

Urdutotke.com brings you the best solution for hair fall problem of mens and womens in roman urdu and hindi.Hair is sign of beauty, without hair people feels insecure and they feel themselves less than others.

Baal Ghane aur Ugane ke Tips:

Jin khawateen o hazraat ke baal girte hon to wo baalon ki jaron mai darj zel nuskha taqriban ek ghante tak laga rehne den. Is ke baad kisi bhi shampoo se dholen to baalon ka girna band hojaega.

Ajza:

Amla ka powder —— 1 khane ka chamach

Reetha ka powder ——- 1 khane ka chamach

Lemon ——- Adha khane ka chamach

Aloevera Gel ——- 2 Khane ke chamach

Banane ka Tariqa:

  1. Tamam ajza ko aapas mai achi tarha mix karlen.
  2. Baalon mai jaron mai is paste ko lagaen.
  3. Ek ghante tak laga rehne den.
  4. Phir pani se sar ko dhokar kisi ache shampoo se baal ko dholen.

desi totkay for hair fall in urdu

desi totkay for hair growth in urdu

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *