Health benefits and uses of carrot in hindi and urdu

chane ki daal ka halwa recipe video, chane ki daal ka halwa recipe in urdu, chana dal halwa pakistani recipe, chana dal ka halwa recipe in urdu,

Health benefits and uses of carrot in hindi and urdu

chane ki daal ka halwa recipe video, chane ki daal ka halwa recipe in urdu, chana dal halwa pakistani recipe, chana dal ka halwa recipe in urdu, chane ki daal ka halwa recipe video, chane ki daal ka halwa recipe in urdu, chana dal halwa pakistani recipe, chana dal ka halwa recipe in urdu, chane ki daal ka halwa recipe video, chane ki daal ka halwa recipe in urdu, chana dal halwa pakistani recipe, chana dal ka halwa recipe in urdu,

Carrot (Gaajar):

Gaajar ek aisi sabzi hai jo phalon mai bhi shumar hoti hai.Gajar kachi khane aur achar banane mai istemal hoti hai aur is ka juice bhi nikal kar pia jata hai. Is kay ajza mai nishasta, folad, protein, glucose aur Vitamin A, P, H aur E shamil hain. Is ka mizaaj garam tar hota hai.

Benefits and Uses of Carrot in Urdu and Hindi : (Gaajar kay istemal aur is kay faide)

1 – Gajar ka halwa jism ko taqat deta hai. Dil kay imraz mai mufeed hai. Rozana gajar kay juice ka ek glass peene se dil ka aarza nahi hota.
2 – Gaajar mai tamam sabziyon se zyada ghiza hoti hai.
3 – Kachi gajar khane se binai tez hoti hai.
4 – Gajar ghareeb ka saib hai.
5 – Gajar kay juice ka ek glass hamrah chand badam har subah pia jae to be had taqat deta hai. Agar sardi zyada ho to thora garam kar kay pia jae.
6 – Gajar ka halwa dimaghi , jismani taqat kay liye be had mufeed hai.
7 – Gajar chehre ka rang nikharti hai aur husn paida karti hai.
8 – Gajar ka murabba be had farhat bakhsh aur maqwi hota hai.

gajar kay juice kay faide,
benefit of carrot juice in urdu and hindi,
carrot for brain,eyes and body in urdu,

Next Article : lagan kabab recipe in urdu – kabab recipes in urdu 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *