Health Benefits and Uses of Coconut in urdu and hindi
Coconut :(Naariyal)
Naariyal ka zaiqa shereen farhat bakhsh hota hai. Is ka rang bahir se surkh aur andar se safed hota hai.
Natural Benefits of Coconut: ( Naariyal kay qudrati faide)
1 – Naariyal saaf khoon paida karta hai
2 – Naariyal ka tel sar par lagane se baal mulaaim hote hain aur barhte bhi hain.
3 – Naariyal ka tel agar rozana palkon par lagaya jae to wo nihayat mulaaim hojati hai
4 – Kacha naariyal bhook lagata hai aur fawaid kay aitbaar se zyada mufeed hota hai.
5 – Chawal khane kay baad thora sa naariyal kha lene se chawal foran hazam hojate hain.
6 – Girte hue baalon ki soorat mai khopre yani naariyal ka tel sar par lagana khaas tor par raat kay waqt bohot hi mufeed hai.
coconut oil uses in urdu/hindi,
coconut oil for skin in urdu/hindi,
coconut oil for face in urdu/hindi,
coconut oil in urdu/hindi
ناریل
ناریل کا ذائقہ شیریں فرحت بخش ہوتا ہے . اس کا رنگ باہر سے سرخ اور اندر سے سفید ہوتا ہے
ناریل کے فوائد
١ – ناریل صاف خون پیدا کرتا ہے
٢ – ناریل کا تیل سر پر لگانے سے بال ملائم ہوتے ہیں اور بڑھتے بھی ہیں
٣ – ناریل کا تیل اگر روزانہ پلکوں پر لگایا جاۓ تو وہ نہایت ملائم ہوجاتی ہے
٤ – کچا ناریل بھوک لگاتا ہے اور فوائد کے اعتبار سے زیادہ مفید ہوتا ہے
٥ – چاول کھانے کے بعد تھوڑا سا ناریل کھا لینے سے چاول فورن ہضم ہوجاتے ہیں
٦ – گرتے ہوئے بالوں کی صورت میں کھوپرے یعنی ناریل کا تیل سر پر لگانا خاص طور پر رات کے وقت بہت ہی مفید ہے