Health benefits and uses of pumpkin in urdu and hindi
Pumpkin (Lauki – Kaddu) :
Kaddu un sabziyon mai se ek hai jo hamare piyare nabi Sallalahu Alaihi Wasallam ko bohot pasand thi. Is ki do iqsaam hoti hain Gol wale ko kaddu aur lambe wale ko lauki kehte hain
Is kay ajza mai vitamin A, B aur C hote hain. Is ka mizaaj sard tar hai. Baaz log kaddu mai daal mila kar pakate hain. Is kay faide aur istemalat darj zel hain.
Kaddu kay Fawaid :
1 – Sab se pehli baat to ye kay jis sabzi ko nabi Sallalahu Alaihi Wasallam ne pasand farmaya is ko khana sunnat hai aur yaqeenan is mai shifa bhi hai. Farman Rasool Sallalahu Alaihi Wasallam hai kay alser ki bimari mai kaddu khana bohot mufeed hai lekin masaale zyada na ho.
2 – Blood Pressure khoon ki garmi ko door karta hai.
3 – Dil-o-dimagh ko quwat bakhshta hai.
4 – kadu kay beech ka tel nikala jata hai jo sar kay baalon ko barhata hai aur baalon ko taqatwar banata hai.
5 – Kadu khane se jism mai quwat-e-madafa’t paida hoti hai.
Pumpkin’s benefits for heart and brain in hindi,
Pumpkin uses for blood pressure in urdu,
lauki girte baalon kay liye faide,
Lauki aur kadu kay sunnat kay mutabiq faide
کدو – لوکی
کدو ان سبزیوں میں سے ایک ہیں جو ہمارے پیارے نبی صلّی الله علیہ وسلّم کو بہت پسند تھی . اس کی دو اقسام ہوتی ہیں گول اور لمبے. گول والے کو قدو اور لمبے والے کو لوکی کہتے ہیں
اس کے اجزا میں وٹامن اے ، بی اور سی ہوتے ہیں . اس کا مزاج سرد تر ہے . بعض لوگ کدو میں ڈال ملا کر پکاتے ہیں . اس کے فائدے اور استعمالات درج ذیل ہیں
کدو کے فوائد
١ – سب سے پہلی بات تو یہ کے جس سبزی کو نبی صلّی الله علیہ وسلّم نے پسند فرمایا اس کو کھانا سنّت بھی ہے اور یقینن اس میں شفاء بھی ہے . فرمان رسول صلّی الله علیہ وسلّم ہے السر کی بیماری میں کدو کھانا مفید ہے لیکن مصالحے زیادہ نہ ہو
٢ – بلڈ پریشر خون کی گرمی کو دور کرتا ہے
٣ – دل و دماغ کو قوت بخشتا ہے
٤ – کدو کے بیج کا تیل نکالا جاتا ہے . جو سر کے بالوں کو بڑھاتا ہے اور بالوں کو طاقتور بناتا ہے
٥ – کدو کھانے سے جسم میں قوت مدافعت پیدا ہوتی ہے