Health Tips and Totkay in Urdu and Roman Hindi

خالص دودھ اور صحت مند زندگی

Health Tips and Totkay in Urdu and Roman Hindi

Urdutotke.com brings you the best health tips and totkay in urdu language as well as roman hindi. In this article you will read the secret of healthy life.

health tips in urdu

Sehat Mand Zindagi ka Raaz: (Secret of Healthy Life):

Britain ki newcastle university mai taalib e ilm ne insan ki sehat mand zindagi kay hawale se mukhtalif pehluon ka jaiza lia aur wo is natije par pohnche ke tawana aur tandrust zindagi ka raaz khalis doodh mai chupa hua hai. Mohqiqeen ka kehna hai ke aisi bakriyan aur bhensen jinhen desi chaare par paala jae in ka doodh farm mai pali jane wali bhenson aur bakriyon ke doodh se kai guna behter hota hai. Desi chaare par palne wali bhenson aur bakriyon ke doodh mai 50% zyada ghizaiyat hoti hai. Jab ke in mai vitamins ki miqdar bhi farm kay janwar ke doodh se zyada hoti hai.

Is liye hamein sehat mand rehne ke liye desi bhenson aur bakriyon ka doodh peena chahiye.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *