1; weight barhane ke liye sab se pehle apni sari buri aadaton ko tark kar den.or kisi qisim ka koi nasha na karen it is most important for your gaining weight.
2; weight barhane ke liye daily din men 10 se 12 daane injeer ke khaen is se weight barhta he.
3; weight barhane ke liye mango aur banana ka milk shake bht mufeed he.
4; weight barhane ke liye neend ka poora hona zaruri he.
5; weight barhane ke liye insaan ka khush rehna bhi boht zaruri he.
6; weight barhane ke liye aalu balke tamam sabziyan boht mufeed he.
7; weight barhane ke liye gosht khana bhi zaruri he.
8; weight barhane ke liye rozana kam se kam 1/2 kg doodh piyen.
9; weight barhane ke liye raat ko 2 se 3 injeer 1 cup thande pani men bhigo den or subha nehar mon injeer ko isi ke pani ke saath kha len.kuch dino men aapka weight barhne lage ga.
10; weight barhane ke liye sab khaen magar sone se pehle sab hazam kar ke soen.ye boht zaruri he apki derpa jawan life ke liye.aap jaldi borhe nahi honge.