Urdutotke provides you treatment of joint pain and weakness in Urdu and Roman Hindi.
Jorhon ka dard bhi ab har umar ke logon ko hota he.jorhon ka dard barha hi takleef deh hota he.insan kahin bhi aane jane ke aur chalne phirne ke qabil nahi rehta he.agar aap ko jorhon ke dard aur haddiyon ke dard ka masla he to aloe vera ka halwa banaen aur rozana pabandi se khaeyn.doodh ka rozana istemal karen.bhindi aur arvi ki sabzi khane par zor den.zetoon aur zetoon ke oil ka istemal khane men karen.zetoon ke oil ka istemal jorhon men malish ke liye karen.