Karele ka juice benefits in urdu and hindi

bitter gourd benefits in urdu

Karele ka juice benefits in urdu and hindi

karela ka juice benefits in urdu

karela ka juice for skin

Karelay ke juice ke be shumar faide:

Ankhon ki Roshni Theek Karta Hai:

Rozana karele ka juice peene se apki ankhon ki kai tarha ki bimariyan door hojati hai. Karele mai B Crotene aur vitamin A ki miqdar zyada hoti hai jis se ankhon ki beemariyan door hojati hai. Is ke ilawa is mai mojood vitamin C bhi ankhon ke liye bohot faida mand hai.

Bhook Barhata Hai:

Bhook nahi lagne par jism ko bharpoor ghizaiyat nahi mil pati hai jis waja se sehat se juray kai masle paida hojate hain. Is liye karele ka juice rozana peena chahiye. Is tarha apka hazma durust hojata hai aur bhook barhti hai.

Haazma Durust Karta Hai:

Karele ka juice kamzor haazme ko door karta hai aur bad hazmi ko door karta hai . Ache haazme ke liye hafte mai ek baar karela zaroor khaen.

Khoon ko Saaf Karta Hai:

Karele ka Juice jism ke khoon ko saaf karne ka kam anjaam deta hai aur rozana karele ka juice peene se daano se bhi nijaat milti hain.

Khoon mai sugar level ko kam karta hai:

Apne sugar level ko control karne ke liye 3 din tak rozana subah khali pait karele ka juice pilen. Ye insuline ko kam mai lekar sugar level ko kam karta hai.

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *