masana ki kamzori door karne ke liye

masana ki kamzori door karne ke liye 1

masana ki kamzori door karne ke liye

masana ki kamzori door karne ke liye
                                                                    masana ki kamzori
                                                              masana ki kamzori kay elaj
                                                                       masana ki garmi.

1;  masana ki kamzori ko khatam karne ke liye kharbooze aur garme ka istemal zyada se zyada karen.

2;  masana ki kamzori ko khatam karne ke liye bakri ke taza doodh men boht sara pani mila kar aur is men misri ya khaand mila kar pilane se peshab ki jalan door ho jati he.

3;  masana ki kamzori ko khatam karne ke liye khushk singharha 100grm,post aamla 50 grm,siyah zeera 50grm aur shehed 50grm.shehed ke elawa tamam cheezon ko alag alag achi tarah grind kar ke pees len.ab kisi bartan men in teenon ajza ko daal kar mix karen aur shehed shamil kar len aur achi tarah mix kar len.rozana raat ko sone se pehle 1/2 chamach ek glass doodh men mila kar piyen.1 hafta lagatar istemal se masana ki kamzori door ho jaey gi.

4;  masana ki kamzori ko khatam karne ke liye til ke laddo ka baqaida istemal karen.til ke laddo ke istemal se masane ki kamzori aur peshab ke qatron ka girna khatam ho jata he.

5;  masana ki kamzori ko khatam karne ke liye jamun ke beej 500grm aur til ke beej 500grm dono ko ham wazan le kar pees kar powder bana len aur 1 tea sp subha shaam pani ke sath 1 mahine tak khaen.ye nuskha boht mufeed he is se masane ki kamzori door ho jaey gi.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *