MASSAGE AND EXERCISE IN URDU

MASSAGE AND EXERCISE IN URDU

  MASSAGE OR EXERCISE KA MAQSAD JISM KE PARTS KO HARKAT MEN RAKHNA OR JILD KE NICHE DORAN-E-KHOON KO TEZ RAKHNA HOTA HE.EXERCISE SE DORANE KHOON BARHTA HE.OR UZLAAT OR JORHON KE ELAWA ANDAROONI AZA, MEDA, JIGAR, PHEPRHE, DIL, GURDE OR AANTEN ACHI TARAH APNA KAAM KARTE HEN.MASSAGE SE JILD HAMESHA NARM O MULAIM REHTI HE. JILD KO PHATNE SE BACHATA HE.MASSAGE OR EXERCISE SE HAR BIMARI DOOR HO JATI HE.PATHE(TISSUES) MAZBOOT HO JATE HEN.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *