mohtaji aur ghurbat ki wajah in urdu

mohtaji aur ghurbat ki wajah in urdu 1

mohtaji aur ghurbat ki wajah in urdu

mohtaji aur ghurbat ki wajah in urdu
                                                                 mushkil waqt ki dua
                                                            pareshani dur karne ki dua
                                                             pareshani se nijat ki dua.

1;  ghurbat aur mohtaji ati he ALLAH PAK ki nafarmani karne se.

2;  ghurbat aur mohtaji ati he jaldi jaldi namaz parhne se.

3;  ghurbat aur mohtaji ati he khrhe ho kar pani pine se.

4;  ghurbat aur mohtaji ati he moo se chiragh bujhane se.

5;  ghurbat aur mohtaji ati he daant se naakhun kaatne se.

6;  ghurbat aur mohtaji ati he daaman ya aasteen se moo saaf karne se.

7;  ghurbat aur mohtaji ati he kharhe ho kar rafa-e-hajat karne se.

8;  ghurbat aur mohtaji ati he maa baab ki nafarmani karne se.

9;  ghurbat aur mohtaji ati he bad akhlaqi karne se.

10; ghurbat aur mohtaji ati he sadqa aur kherat na dene se.

11; ghurbat aur mohtaji ati he ghribon,miskino aur mohtajon ka haq marne se.

12; ghurbat aur mohtaji ati he bure kaam karne se.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *