Muh ke chalo ka totka in urdu
Moo kay chalay ek aisi bimari hai jo insan ko khane se na mehroom kardeti hai.
Moo k chalo ka ilaj in urdu:
Moo k chalo ka ilaj – Haldi ek tola koot kar ek ser pani mai daal kar josh den. Jab josh ajae to utar kar thanda karlen. Mareez ko hidayat karden kay wo isi tarha pani tayar kar ke subah o sham ghararay kia kare. Is se halaq, taalo aur zubaan ke chaale door hojate hain.