Urdutotke provides you treatment of nose disease in Urdu and Roman Hindi.
Treatment of nose disease:
- Zukham ke khatme ke liye dehekte hue koelon par thorhi si cheeni daal kar dhuan soonghen.
- Taza hara dhanya soonghne se cheenken band ho jati hen.
- Nakseer ka khoon band hone ke liye hare dhanye ka pani nikal kar soonghen.
- Naak ki badboo door karne ke liye chutki bhar phitkiri thorhe se pani men hal kar ke naak men daalen.
- Naak ki haddi ya gosht barh jane ki soorat men kalonji ki potli malmal ke kaprhe men bana kar soonghte rahe jab tak ke naak ki haddi ya gosht khatam nahi ho jata.