nehar moo pani pine ke fawaid in urdu

nehar moo pani pine ke fawaid in urdu 1

nehar moo pani pine ke fawaid in urdu

nehar moo pani pine ke fawaid in urdu
                                                                pani ke fayde in hindi
                                                                  pani pine ke fayde
                                                                  pani pine ke fayde
                                                         nehar moo pani pine ke fawaid.

pani insani zindagi ka ek boht hi ahem tareen hissa he ya phir zarurat bhi keh sakte hen.pani ke bagher insan to kya hewan bhi zinda nahi reh sakte.magar yahan baat ho rahi he nehar moo pani pine ki piyas lage to har koi jitna chahe pani pi sakta he magar nehar moo 4 glass pani pina thorha mushkil he na mumkin nahi.magar jab aap is ke fawaid jane ge to boht khushi se 4 glass pani nehar moo bagher kulli liye pi len ge.pehle din 1 glass se start karen dosre din 2 glass teesre din 3 glass.hafta ya 10 din men aap ko aadat ho jaey gi.

fawaid;

1; blood pressure control karta he.2; heart ko sehat mand banata he.3; TB ke marz se bachata he agar aapko TB ka marz he to boht jald aram ana shuru ho jaey ga.4; mede ke cancer se bachata he mede ke cancer ke liye ye aab-e-hayat se kam nahi.5; gas ke marizon ke liye tohfa he aur purani se purani qabz ka torh he is se qabz kabhi nahi hota.6; nazar ki tamam bimariyon ka elaj he is se nazar tez hoti he.7; gurdon ke marizon ke liye nemat se kam nahi gurdon ko wash karta he.8; skin ki tamam bimariyon ka elaj he.9; jism men pani aur namkiyat ki kami ko door karta he.10; jism ki faltu charbi ko kam kar ke wazan kam karta he.pet ki tamam bimariyon ko khatam karta he.antarhyon ko saaf karke boht si bimariyon se nijat dilata he.11; baal girne se rokta he aur nae baal ugata he.12; mirgi ke marz men mufeed sabit hota he.13; jism men taqat bharta he aur mardana quwat barhata he.14; khoon se fasid maadon ki safai karta he aur nae red cell banata he.14 kaan aur gale ki bimariyon men be had mufeed he.15; patthon ko mazboot banata he.16; sar dard aur jism ke dard men mufeed he.17; diarrhia ke marz men boht mufeed he.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *