Ramzan ki Akhri Raat mai Sab ki Bakhshish

Ramzan ki Akhri Raat

Ramzan ki Akhri Raat mai Sab ki Bakhshish 

Ramzan ki Akhri shab

Ramzan ke akhri shab ki fazilat:

Jab Itaa’aat o Ibadat ke zariye anwaar o barkaat ke hasil karne ki toufeeq basabab afaaza rehmat khasa khudawandi (Allah ki khas rehmat ke bahao ki waja se) is maah mubarak mai mayesar haasil hojati hai aur ataa’at o farmanbardari se haq Ta’ala khush hokar apne bandon ke gunahon ke maafi aur maghfirat farmadete hain to dozakh ki aag se azadi bhi mil jati hai aur jannat ke dakhla ki istadad naseeb hojati hai. Yahan tak ke agar amaal Ramzan Mubarak par madawat (hameshagi) aur amaal swaleh ki pabandi mai tamam maah siyam guzar dia jaega aur aakhir tak ye silsila amal qaim aur jari rahe to hasb farman rasool khuda Peace Be Upon Him Ramzan Mubarak ki akhri shab mai sab ko bakhsh dia jata hai.

Importance of ramadan

ramzan ki fazilat

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *