Ramzan Mai Fajar ki Namaz aur Roza mai Infection
Ramzan Ke Roze Ke Masail:
Ramzan mai Fajar ki Namaz ki Adaigi:
Ramzan Mubarak mai fajar ki namaz awwal waqt mai parhne mai koi harj nahi hai. Is liye kay awwal waqt mai zyada log jamaat mai shirkat karte hain aur agar khoob chand hone ke baad parhi jae to bohot so ki jamat chhoot jati hai. (Fatwa Darul Uloom)
Rozay ki Halat mai Injection:
Ragon mai masamat ke zariye agar koi cheez roza dar ke badan mai pohonchai jae to is se roza fasid nahi hota is liye injection se roza par koi asar nahi parta.