Ramzan mai Roza dar ke fazail o ehmiyat

Roza dar ke fazail

Ramzan mai Roza dar ke fazail o ehmiyat

Roza dar ke fazail Roza dar ki ehmiat

Ramzan mai Roza dar ki Ahmiyat:

1 – Roza Dar ke muna ki badbu Allah ke nazdeek mashk se zyada pasandeeda hai.

2 – Roza dar ke liye darya ki machliyan tak dua karti hai.

3 – Jannat har roz un ke liye aarasta ki jati hain.

4 – Roza dar ka is maah mai uthna, bethna, mazdoori karna aur sona ibadat mai shamil hain.

5- Roza ka ek bohot bara ujra Allah ki zyarat hai. Jo roza dar ko mehshar ke din naseeb hogi.

6 – Roza dar ke tamam muaaf kardiye jate hain aur darajat buland kardiye jate hain.

7 – Ramzan ki akhri raat mai roza daron ke liye maghfirat ki jati hai. Sahaba ne garz kia. Ye shab maghfirat shab qadar hai? farmaya nahi bal ke dastoor ye hai ke mazdoor ko kam khatam karne se pehle mazdoori di jati hai.

Roza dar ki ehmiyat

Roza dar ki fazilat

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *