roasted chickpeas(bhune hue chane) health benefits in urdu
chickpeas health benefits
chickpeas nutrition
roasted chana benefits
roasted chana
roasted chana health benefits
roasted chickpeas benefits.
roasted chickpeas hamari sehat ke liye boht faide mand hote hen.roasted chickpeas ka istemal bhi boht qadeem zamane se chala araha he.roasted chickpeas vitamin se bharpoor aur kai tibbi fawaid ka hamil he.roasted chickpeas men iron,vitamin B6,magnesium,potasium aur calcium kaafi miqdar men mojood hota he.roasted chickpeas men mojood reshe ki kaseer miqdar nizam-e-hazam ke liye bhi mufeed he.ye resha aanton men mojood becteria ko mukhtalif mufeed tezab muhayya kar ke inhen qavi banata he.jo aanton ko kamzor nahi hone dete.is tatrah insaan qabz aur deegar takalif deh bimariyon se mehfooz rehta he.roasted chickpeas khane ke baad thorha sa neem garam doodh pine se khansi men boht faida hota he.roasted chickpeas diabetes ke liye bhi boht faide mand he.ye jism se glucose ko kam karta he.jis se diabetes ke mareez ko faida pohonchta he.roasted chickpeas boht taqat war ghiza he ye mardana taqat ke liye bhi boht mufeed he.mardana taqat ko barhata he.roasted chickpeas boht kam khane se pet bhar jata he.cholestrol ko kam karta he.is se wazan bhi kam hota he aur insan kai bimariyon se bacha rehta he.