Roza Kab aur Kis par farz hai
Roza Musalman par kab farz hota hai Quran o Hadees ki roshni mai:
Toheed o Risalat ka iqrar karne aur tamam zarooriyat deen par laane ke baad jis tarha har musalman par namaz farz qarar di gai hai, Usi tarha ramzan ke roze bhi har musalman (mard aur aurat) Aaqil aur baaligh par farz hai. Dar mukhtar mai hai, rozay 10 Shaban al Mua’zzam sun 2 hijri ko farz hue.
Ramzan Mubarak ke masail