Roza kab Wajib aur Qazaa nahi hoga
Ramzan aur Roze ke muamle mai kahin baareekiyan hain jinko samajhne ki zaroorat hai.
Wajib aur Qazaa Roza (Ramadan ke Masail):
Hazrat Abdullah Bin abbasi Razi Allah Anha se riwayat hai ke agar koi Ramzan mai bimar hojae aur theek na ho aur marjae to iski taraf se miskeenon ko khana khiladia jaega aur is ke zimme qaza wajib na hogi lekin is ne agar koi nazar ki hogi to iski taraf se iska wali usko poora karega.
Sanan Abu Daewad
Jild Number 2 Hadees Number 629
ramzan ke masail aur inka hal