Safar mai kisi manzil par rukne ki dua

Safar mai kisi manzil par rukne ki dua 1
70 / 100

Safar mai kisi manzil par rukne ki dua

Safar mai kisi manzil par rukne ki dua 2Safar mai kisi manzil par rukne ki dua 3

Islamic Dua – Safar mai theherne ki dua:

Hazrat Khoola binte hakeem R.A se riwayat hai ke mai ne Rasool Allah Peace Be Upon Him se khud suna. Ap Peace Be Upon Him farmate the ke jo shakhs asna safar mai kisi maqam par utre aur us waqt ye dua parhe to Allah Jalla Shana us ko manzil mai har qism ke zarar se mehfooz rakhega.

Dua ap image mai dekh sakte hain jis ka tarjuma mundarja zel hai.

“Mai Allah ke kalimat taamma ki panah leta hoon is ki sari makhlooqat ke shar se.”

 

Next Dua: Safar ki Dua

Tags: Masnoon Duain, Islamic Dua

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *