Samundar Mein Nahane Ke Beshumar Fayde in Urdu

health benefits in urdu

Urdutotke provides you the best health tips for taking bath in sea in Urdu and Roman Hindi.

samundar mein nahane ke beshumar fayde in urdu

Samundar men nahane ke fawaid ke baare men har koi nahi jaanta.shayad hi kuch logon ko maaloomaat ho. Magar aaj ham aapko samundar men nahane ke kuch un faidon ke baare men bataeynge ge jo ke hamen maaloom he. Samundar men nahane ke beshumar fawaid mundarja zel hain.

Samandar Main Nahane Kay Fawaid:

    1. Samundar men nahane se pehli baat to har bimari door hoti he.
    1. Samundar men nahane se har qism ke jaadu kat jate hen.
    1. Samundar men nahane se har balaa door ho jati he.
    1. Samundar men nahane se blood pressure aitedal men ajata he.
    1. Samundar men nahane se jorho ka dard theek ho jata he.
    1. Samundar men nahane se chehre aur jism ke daane khatam ho jate hen.
    1. Samundar men nahane se chehre aur jism ke daagh dhabbe door ho jate hen.
    1. Samundar men nahane se dimaghi,jismani aur ruhani sukoon milta he.
  1. Samundar men nahane se aankhon ki aur baalon ki bimariyan door hoti he.

ALLAH PAAK PARWARDIGAR ne apni qudrat ki har shay men faida rakha he.bas us naimat ko hamen sahi tariqe se istemal karna ana chahye.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *