Sattu Health Benefits in Urdu:
Sattu Kay Fawaid:
Sattu ko garmiyon ka torh bhi kaha jata he jao ka sattu khana ya pina sunnat-e-nabvi he.
Sattu ka sharbat sab se zyada mashhoor he lekin is se kai recipie banti he maslan sattu ke parathe, sattu ki kachori, sattu ke laddo aur boht sari cheezen shamil hen.
Sattu ka sharbat full of energi drink he. sattu ke sharbat men limo aur cheeni mila kar banane se ye drink boht zyada energetic aur healthy ho jata he health ke liye.
Sattu body ke andar se garmi ko khatam kar ke thandak lata he.
Jao ke sattu ke beshumar fawaid hen. jao ke sattu ke istemal se pet dard khatam ho jata he.
Jao men taqat bhi he.jao men vitamin c ki miqdar boht zyada hoti he. jao men vitamin b-complex, iron, calcium, megnesium, manganese, selenium, zinc, copper, protien, amino acid, dietary fiber, beta-glucane and various antioxidents bharpoor miqdar men paya jata he.
Jao ka sattu wazan kam karta he. jao ka sattu cholestrol kam karta he. dil ko sehat mand banata he. diabetes normal rakhta he. skin ko khubsoorat banata he.