Sugar ka ilaj urdu aur hindi mai

sugar ka ilaj hindi

Sugar ka ilaj urdu aur hindi mai

sugar ka ilaj urdu

Sugar (Diabetes) ka desi ilaj urdu:

Ajza: Maghaz karanjwa 100 gram aur jaamun ki ghutli 100 gram.

Tarkeeb: Dono ko pees kar ek saath powder banalen.

Istemal:

Subah naashte se pehle ek chae ka chamach aur raat ko khane se pehle ek chae ka chamach pani ke saath istemal karen. Jo log khane se pehle nahi kha sakte wo ise khane ke ek ghante baad istemal karlen.

Fawaid:

Sugar ko control karta hai, sugar ki waja se jismani takleef aur kamzori ko khatam karta hai. Haath paaun ka sun hojana, haath paaun ki jalan, pooray jism ka dard, joron ka dard, susti aur kahli sab khatam karta hai, ek mahine tak karen.

jaamun aur maghaz karanjwa kay fawaid aur istemal

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *