teeth whitning at home in urdu

teeth whitning at home in urdu 1

teeth whitning at home in urdu

teeth whitning at home in urdu 2

teeth whitning 

1;  teeth whitning ke liye sab se best miswak he is se daanton ki har beemari bhi door ho jati he.

2;  teeth whitning ke liye dandase ka istemal karen.is se teeth saaf or chamakdaar ho jate hen.

3;  teeth whitning ke liye lemo ke chilke daanton par malne se daanton ka peela pan or chaey ke dhabbe bhi door ho jate hen.

4;  teeth whitning ke liye koele ke safoof se daant male.

5;  teeth whitning ke liye namak or khane ka soda mila kar brush karen.

6;  teeth whitning ke liye sarson ke tel men namak mila kar daanton par malne se daant safed or chamak daar ho jate hen.

7;  teeth whitning ke liye lemo ke chilke sukha kar pees len or is men namak mila kar rozana is se daant saaf karen.

8;  teeth whitning ke liye khane ke sode men lemo ka ras itna milaen ke pest ban jae is pest se daanton par brush karen.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *