tips for diet in pregnency in urdu
tips for pregnency diet
pregnancy diet
pregnancy vitamins
diet during pregnancy
diet in pregnancy
pregnant women diet.
pregnency ke doran hamla aurton ko jin ghizaon ki zarurat hoti he un men sab se pehle no pe wo ghizaen hen jin men iron zyada miqdar men ho.ab chahe wo phal,daal ho ya sabziyan.qk iron bache ke liye be had zaruri aur mufeed hota he.wo tamam ghizaon ka bhi istemal karen jo ke 30% zaid ghizai ajza se bhar poor hon.jo khawateen kaam karti hen ya warzish karti hen in ke liye 30% se bhi zyada ghizai ajza ki zarurat hoti he.
dahi ka istemal zyada se zyada karen qk ye calcium ki kami ko door karta he aur dahi khane se kisi khane ya pine ki cheez se elargy bhi nahi hoti aur jab khane pine ki cheez se elargy nahi hogi to bhook bhi lage gi aur bhook lage gi to khane pine ko dil bhi chahe ga.aur doodh ka istemal regular karen qk calcium se bache ki haddiyan bhi mazboot hotin hen.
salad ka istemal zyada se zyada karen.palak,gajar,tamatar aur kheere ka istemal zyada karen qk ye protien faraham karta he.
phalon men khas tor par seb,kela,nashpati,maalta aur keenu waghera ya in phalon ka juice bana kar piyen.naryal pani ka istemal hamla khawateen ke liye boht mufeed he.