Urdutotke provides you home remedies whitning mask in Urdu and Roman Hindi.
Home remedies whitning mask:
Ingredients:
- Sandal powder – 1 tab sp
- Turmus – 1/4 tea sp
- Multani mitti – 1 tab sp
- Husn-e-yusuf – 1/4 tea sp
- Murdar sing – 1 tea sp
- Arq-e-gulab – hasb-e-zarurat
Method:
Tamam cheezon ko mix kar ke arq-e-gulab se pest bana len aur jism par chehre par gardan par achi tarah laga kar halke hathon se scrub karen.phir khushk hone tak laga rehne den aur phir saade pani se dho len.chote bachon ko lagaen to scrub na karen balke 10 mint tak ke liye chorh den aur phir dho len.agar kisi ki jild hassas ya patli he to wo log tumus ka istemal na karen.qk ye aapki jild par pelling ka kaam karta he.is liye sirf moti jild wale log hi is ka istemal karen.is mask se aapki rangat saaf ho kar nikhar jaey gi aur rang gora ho jaey ga.jin logon ko shikayat hoti he ke unke hathon aur paon ki rangat siyah he unke liye bhi ye mask boht mufeed he.