withings smart body in urdu

withings smart body in urdu 1

withings smart body in urdu

withings smart body in urdu 2
                                                           smart body analyzer ws-50
                                                                  withings body scale
                                                     withings smart body analyzer review
                                                                withings ws-50 review
                                                      withings ws-50 smart body analyzer.

  1. smart body har insan ki dili aur fitri khuahish hoti he.har insan chahta he ke wo jazibe nazar dikhe.
  2. smart hona har insan chahta he.wese bhi motapa khud ek beemari he.fatty body ke ander ek saath kai kai beemaryan janam letin hen.ya yun keh len motapa khud beemaryon ki jarh he.
  3. smart body banane ke liye insaan ko chahye wo aisi ghiza khaey jo wo hazam kar sake.qk har insaan mukhtalif mehnat karta he.is liye sab ki ghizaen bhi mukhtalif hoti hen.koi zyada mehnat ya zyada weight uthane wala kaam karta he.to aise log thorha heavy khana ya chiknai wala khana kha le to wo hazam bhi ho jata he uski mehnat ki wajah se.magar yahi khana un logon ke liye nuqsan de hota he jin ke kaam men koi mehnat nahi hoti.ye khana phir in logon ke liye motape or beemaryon ka sabab banta he.
  4. smart body banane ke liye aapko chahye ke aap baher ke khano ko bilkul tark kar do.sirf ghar ka bana khana khao.pet ke 2 hisse men pani ho 1 hissa khana aur 1 hissa khali ho.
  5. smart rehne ke liye khane se pehle pani piyo aur khane ke 2 ghante ya 1 ghante ke baad pani piyo.
  6. smart rehne ke liye chiknai or masalon wali ghizaon ko avoid karen.salad aur hari sabziyon ka istemaal zyada karen.
  7. smart hone ke liye sabz qehve ka istemal karen.
  8. smart hone ke liye aisi ghizaen khaen jin men vitamins aur protien zyada se zyada ho.
  9. smart hone ke liye tab hi khana khaen jab boht tez bhook lage.
  10. smart rehne ke liye hamesha jo kuch bhi khaen ose poori tarah hazam kar ke soen chahe jab bhi soen din men ya raat men.

                              zyada se zyada koshish karen sunnat par amal karne ki. 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *