yellow gram(moong daal) health benefits in urdu
moong dal benefits
moong dal diet for weight loss
moong dal nutrition benefits
mung beans benefits
moong dal nutrition.
moong ki dal har ghar men aam roz marah men istemal hone wali dal he.moong dal ki taseer thandi hoti he tibbi fawaid ke lehaz se moong dal ka istemal bharat men bhi boht kiya jata he.moong ki daal men protein 24% fat 1.3% ratobat 10.4% madani ajza 3.5% aur reshe 4.1% aur carbohidretes 56.7% hoti he.jabke 100grm moong ki dal men phosphorus 326mg iron 7.36 mg calcium 124mg aur kisi had tak vitamin B complex paya jata he.moong ki dal dil ki bimari ke afrad ke liye boht faide mand he.moong ki dal ka istemal cholestrol level kam krta he.moong ki daal jism men mojood sodium ko kam kar deti he.jis se blood pressure high nahi hota he.blood pressure control men rehta he.moong ki dal ek taqat war ghiza he.moong ki dal ke istemal se kamzori khatam ho jati he.moong ki dal typhoid men boht faida karta he.moong ki dal ka mask lagane se chehre ka oily pan khatam hojata he aur pasina bhi kam ata he.moong ki dal men boht kam calorie pai jati he isi liye is ke istemal se aap asani se wazan kam kar sakte hen.moong ki dal khane se body ko anti oxident milte hen jo free redicles se lad kar hamen skin cancer se bachate hen.